Muhabbat Ka Samandar
Dil mein chupaye baithi thi muhabbat ka samandar,
Par lavon se kabhi bayan na kiya,
Maine ek jhoot ka patthar jo pheka,
Ek pal mein usne sab bayan kar diya,
Mujhe lagta tha main chahta hun use had se jyada,
Ab jana hai maine ki usne mujhe, khud se bhi jyada pyar kiya.
No comments:
Post a Comment